Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi)

Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi)

Sold ( 51 times )
2181 Views
Price : ₹295.00
Inclusive of all taxes
INSTANT delivery: Read it now on your device

Save extra with 2 Offers

Get ₹ 50

Instant Cashback on the purchase of ₹ 400 or above
SAVE05 Already Applied

Product Specifications

Publisher V&S Publishers All Language Learning books by V&S Publishers
ISBN 9789352150472
Author: Yogesh Patel
Number of Pages 420
Available
Available in all digital devices
  • Snapshot
  • About the book
Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) - Page 1 Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) - Page 2 Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) - Page 3 Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) - Page 4 Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) - Page 5

Comprehensive Computer Learning (CCL) (Hindi) by Yogesh Patel
Book Summary:

Comprehensive computer learning series ke antargat chapne wali pustake vishesh roop se pathko ko dhyan me rakhkar taiyar ki gayi hai jisse ki unhe computer ke karya pranali sambandhi koshal me sudhar aur saath hi saath apne bhavishya ko sudharne me sahayta mile. Prastut shrankhla step by step nirdesh aur prasangit screenshots ki madad se pathko ko vyapak roop se computer ki behtar samajh ke saksham banati hai spashtha roop aur saral bhasha me likhi gayi bina takniki shabdjaal ki is shrankhla ki pratek pustak. Pustake English & Hindi me uplabdh hai. .

Prastut pustak me sadharan toor par computer ke bare me sabhi aavashyak jankari prastut ki gayi hai jaise ki Hardware aur Software sambandhi jankari computer set karna Microsoft office aur anya prachalit software ko internet se jodna digital media me kaam karne ke tarike cd ko burn karna movie dekhna paise ka online prabandhan home network setup karna PC ko bharosemand tarike se chalana, spem virus aur spyware se PC ko surakhshit rakhna PC ki thik se safai ityadi. Is comprehensive guide me step by step aur screenshots ki madad se PC se bharpoor madad praapt karne ke sulabh tarike prastut kiye gaye hai aasan shabdo aur spashtha bhasha me.

Audience of the Book :
This book Useful for Learning Language.