वाद - विवाद

वाद - विवाद

6536 Views
Price : ₹295.00
Inclusive of all taxes
INSTANT delivery: Read it now on your device

Save extra with 2 Offers

Get ₹ 50

Instant Cashback on the purchase of ₹ 400 or above
SAVE05 Already Applied

Product Specifications

Publisher V&S Publishers All Hindi books by V&S Publishers
ISBN 9789350573839
Author: Anita Gaur
Number of Pages 244
Available
Available in all digital devices
  • Snapshot
  • About the book
वाद - विवाद - Page 1 वाद - विवाद - Page 2 वाद - विवाद - Page 3 वाद - विवाद - Page 4 वाद - विवाद - Page 5

वाद - विवाद by Anita Gaur
Book Summary:

Yeh pustak “Vaad Vivad” vishay par adharit ab tak ki shreshth aur apni tarah ki pahli pustak hai. Pustak ki lekhika Anita Gaur ne samsamyiki par adharit sabhi vishyon ko pustak me shamil kar un par vistarpurvak charcha ki hai. Vaad –Vivad ke dono paksh vishay ki garahai tatha gunvatta ki drishti se bejod hai. Pustak me shamil pramukh vishyo me se kuch to vartman samaj me vyapt asim bharshtachar tatha badhti mehngai ko lekar sarkar ki bhumika par sawal khade karti hai, dusri taraf Kashmir samsya, lokpal bill, futkar chhetron me videshi pratksh nivesh aur bhartiy bajar jaise samvedanshil aur gambhir Vishay ke dono pakshon ke tark prastut karti hai.

Chhatra – chhatraon tatha agami pratiyogi pariksha ke liye adhyyanrat sabhi pratiyogiyo ki avshyakatao ko dhayan me rakhkar pratyek vishay ke aarambh me uski bhumik, paksh aur vipaksh ke akatay tark prastut kiye gaye hai. Pratyek Vaad-Vivad ke ant me us Vishay par adharit sawal-jawab ki suchi di gai hai jo is pustak ko bajar me uplabdh anay pustako se alag karti hai.

(This book is the best and the first book of its kind based on "Debate". The author of the book, Anita Gaur, has covered all subjects based on contemporary book in detail and discussed them in detail. On one hand, some of the major topics covered in the book raises questions about the role of the government regarding incompatible corruption in the current society and rising inflation. On the other, some topics like Kashmir civil problems, lok pal bill, problems in the retail sector decribes the argument of both sides of the sensitive and serious subject like foreign direct investment and the Indian market is presented. Keeping in mind the requirements of each subject for all the competetive exams and the other, the rationale of his role, side, and opposition has been presented in the beginning of the book.At the end of each debate, a list of questions and answers based on the subject which separates this book from other books available in the market.

Audience of the Book :
This book Useful for Leisure Read.